Tujhse naaraz nahi zindagi Hairaan hoon main Ho hairaan hoon main Tere masum sawaalon se Pareshaan hoon main Ho pareshaan hoon main Tujhse naaraz nahi zindagi Hairaan hoon main Ho hairaan hoon main Jeene ke liye socha hi nahi Dard sambhalne honge-2 Muskuraaye toh muskuraane k Karz utarne honge Muskuraaun kabhi toh lagta hai Jaise hothon pe karz rakha hai Tujhse naaraz nahi zindagi Hairan hoon mainHo. Hairaan hoon main Aaj agar bhar aayin hain Bundein baras jaayengi-2 Kal kya pata inke liye Aankhen taras jaayengi Jaane kab ghum hua Kahaan khoya Ek aansu chhupa ke rakha tha Tujhse naraaz nahi zindagi Hairaan hoon mainHo. Hairaan hoon main Tere masum sawaalon se Pareshaan hoon main Ho. pareshan hoon main
Writer(s): Rahul Dev Burman, Gulzar